Blogger में Search Description कैसे Add करे? 

ब्लॉगर ब्लॉग में search description कैसे enable करते है ?
Mai apne last post me bataya tha blog ki new blog par visitor or traffic kaise badhaye. Aaj iss post me janenge ki blogger blog me search description add karke google search me kaise laye. sabse pahle hume jan lena chahiye ki search description kya hota hai. Search description kisi blog/post ke bare me description hoti hai jisko padkar hume pata chalta hai ki blog kis topic ke bare me hai. Search Description likhane se humara blog search engine me jaldi upar aa jata hai. Aur aapke blog par google se jyada visitors aane lagate hai. Agar aap apne blog ki traffic increase krna chahate hai to blog me search discription ko enable jaroor kar lena chahiye. To mai apko ab bataunga  blog me search description add or enable kaise kare.


Blogger में Search Description Add कैसे करें (क्या लिखें, कैसे लिखें)


Step.1-

Blogger me login karne ke bad setting par click kare.

Blogger में Search Description Add कैसे करें
Step.- 2.
search preference par click kare. 

blog SEO kaise kare


Step.3-
meta tag me discription ke samne edit par ckick kijiye.
blog ki traffic badhane ka tarika



Step.-4.
Enable Search Discription me Yes select kijiye.


Search Description कैसे enable करे



Step.5- 
Yes ko select karne par ek box khul jayega. usme apne blog ke bare me description likhana hai. Weh description 150 character se jyada bda nhi hona chahiye.
Search Description kya hai

discription likhane ke bad save changes par click kar lijiye.


apne sikh liya hai ki blog ka search discription kaise likha jata hai.




Blogger Ke Sabhi Post Me Search Description Kaise Likhe...


1. Blog ka search description enable karne se aapke sabhi post me Search Description ka option aa jayega.

 2. jab kabhi bhi koi nya post likhena ho  ya kisi purane post ko edit karena to Search Description par click kare.


enable search description in blogger


3. Search Description ke box me apne post ke bare me likhe.  aapka post kis bare me hai, usko discribe kare. 

4. search description likhane ke bad done  karke Publish / Update par click  kar dijiye.


Ab apne jan liya ki apne blogger blog me search description enable kaise karen. Search description likhane ka tarika kya hai. Isase aap apne blog ki ranking, traffic increase kar sakte hai.




Agar apko blogger search description se related kisi tarh ki koi doubt hai to aap comment karke puchh sakte hai.


Tags: blog Search Description kya hai, enable search description, kaise likhe, kya likhe.
Blogger में Search Description Add कैसे करें (क्या लिखें, कैसे लिखें) Blogger में Search Description Add कैसे करें (क्या लिखें, कैसे लिखें) Reviewed by VK Singh on October 05, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.