फोटो को सुंदर कैसे बनाये [Hindi]

Sunder Photo Kaise Banaye. Kya aap photoshop ki tarah online kisi photo ko sunder banana seekhna chahte hai. Aaj iss post me kisi Image or photo ko edit karke sunder banane ka tarika ke bare me janenge. Photo me beautiful effects dalane or photo background ko change/remove karne ke liye ek bahut hi achhi online website (best image editor) hai, jiske madad se aap apne photo ki background change karke khubsurat bana sakte hai. photo ko edit karne wale websites ka naam- Fotoflexer or fotor.com

Fotor.com ya Fotoflexer bahut hi useful & best online photo edit karne ki website hai. isase aap apne pasand ke bahut se effects ko image me daalkar use beautiful bana sakte hai. Chaliye jante hai ki apne computer or mobile me photo edit karke sunder photo kaise banaye.





Photo Kaise Banaye (फोटो को सुंदर कैसे बनाये)

Photo को Edit करके सुंदर कैसे बनाये?

Steps 

1). Sabse pehale Fotor.com ke site par jaye.

2). iske baad aap apna photo upload kijiye. iske liye import/add photo First ke link par click kijiye. 




Photo को Edit करके सुंदर कैसे बनाये


3). Apne computer se photo ko upload kar sakte hai. Fir photo editing start karne ke liye effects, beauty, frame, sticker, text, 1 tap enhance, magic clipper jaise features ka use kare.

4). aapko fotor website par kai kamaal ke photo editing tools mil jayenge. Jisase aap kisi bhi photo ko edit karke sunder (beautiful) bana sakte hai.



 इसे भी पढ़े-
*नाम लिखा Beautiful Image कैसे बनाये 




Method 2 : दूसरा तरीका 


2nd Website to edit Photo: Fotoflexer

1. Fotoflexer ke website par jaye. aur fir jo page khulega usme Upload Photo ki button par click kijiye.

2. Ab thoda wait kijiye. Fotoflexer ko load hone me 5- 10 second ka time lag sakta hai. 

3. ab ek page open ho jayega usme Upload button par click kijiye. 
niche screenshot image me dekh sakte hai.

4. apne computer se kisi image ko upload kar lijiye. 

5. image upload ho jane ke baad aapke samne bahut se image editing tool open ho jayega.




Fotoflexer me kaun kaun se tool/ features hai hai ?


(i) Basic : 
iska yeh feature sabse imporant hai, photo editing me yhi sabse jyada use hoga. isme kai Feature jaise AutoFix, Fix Red Eye, Crop, Copy Region, Resize, Rotate,  Flip etc hai. aap ek ek karke inko try kare or inke effects ko dekh lijiye.




FotoFlexer ke Other Features:

(ii). Effects
(iii) Decorate
(iv) Animation
(v) Beatutify
(vi) Distort
(v) Layers
(vi) Geek


Iss post me aapne sikha ki online photo kaise edit kiya jata hai. Foto Flexer ek achhi website hai. jisase aap apne image ko edit karke usme beautiful effects daal sakte hai. iss website se photo ko edit karna or photo banana bahut aasan hai.

Agar aapka koi sawaal ho to niche comment karke puchh sakte hai.



Also Read-
* Photo से Video बनाने का सबसे बढ़िया App Download करे.

* अपने Face को बनाये मोबाइल फ़ोन का रिमोट कंट्रोल

अपने नाम की रिंगटोन कैसे बनाये और डाउनलोड करें ?

ऑनलाइन इंटरनेट से पैसे कमाने के 9 बेहतरीन तरीका.




Tags: Photo kaise banaye, photo ko sundar kaise banaye, फोटो कैसे बनाएं, फोटो बनाएं, फोटू बनाए।
Photo Kaise Banaye (फोटो को सुंदर कैसे बनाये) Photo Kaise Banaye (फोटो को सुंदर कैसे बनाये) Reviewed by VK Singh on January 07, 2020 Rating: 5
Powered by Blogger.