How to Merge Two or More PDF Files? [Hindi]

Iss post me aap seekhenge ki kai do ya jyada pdf file ko ek sath kaise jode. PDF file ko merge kaise kare. Bahut bar hume do ya adhik pdf ko ek saath jodna jaroori ho jata hai. aap kai adhik pdf format files ko combine karke ek single pdf file me bahut aasani se convert kar sakte hai. kabhi kabhi humare pas bahut se pdf files hote hai aur hum unn sabhi pdf files ko join (merge) karna chahte hai. ab aap easily aur free me online pdf ko join karke ek single pdf bana sakte hai. pdf ek file ka type hota hai, jisko adobe company dwara 1990s me develop kiya gya tha. Iska Full form: Portable Document Format. Pdf file ko open karne ka sabse popular software or mobile app adobe acrobat hai. Chaliye jante hai ki  bina kisi software ya mobile app ke 2 ya adhik pdf file ko merge kaise kare. pdf ko free me combine karne ka aasan tarika ke baare me puri jankari niche diya gya hai. do pdf ko jodna online.



PDF file ko merge kaise kare?

कई PDF Files को एक साथ कैसे जोड़े. Two best website to merge pdf online. pdf file ko merge kaise kare.


1. Pdf ko merge karne ke liye abse pahale aap https://pdfjoiner.com/ website par jaye.


2. Apne sabhi pdf files ko upload kare, jin pdf ko join (merge) karna chahte hai. (see screenshot below)


Upload files par click kare.

PDF File ko Kaise Jode



PDF File ko merge kaise kare.


3. jab aapka sabhi file upload ho jaye to aapko join files ka ek option dikhega.


4. pdf files ko ek sath jodane ke liye join files button par click kijiye.


Iske baad aapke saare pdf file merge ho jayenge. Aur aap merged file ko aasani se download kar payenge.



How to merge two or more pdf?

https://www.pdfmerge.com/

aap iss website ka use karke bhi pdf files ko aapas me join kar sakte hai.  isliye agar aapko pdf file jodna (combine ) ho to aap dono me se koi bhi website ka use kar sakte hai.


Iss tarh se aap pdfjjoiner.com  or pdfmerge.com jaise online website ka use karke bahut aasani se pdf file ko join kar sakte hai. Kai pdf ko jodkar ek single pdf file prapt kar payenge.




Ab aapne seekh liya ki 2 yaa jyada pdf file ko merge kaise kare (how to combine two or more pdf files). Jab aapke paas bahut se pdf format wala file ho aur aap single file me save karna chahte hai to aap bahut aasani se pdf file ko join kar sakte hai. iske liye aapko kisi software ya mobile app ki jaroorat nhi hai. Aap online website se free me pdf merge kar sakte hai. Agar aapka pdf jodne se related koi sawaal ho to neeche comment kar sakte hai.



Tags: Merge pdf in Hindi, pdf file ko merge kaise kare, ek pdf file kaise open kare,  How to join pdf files.

PDF Files ko Kaise Jode (Merge Kare) PDF Files ko Kaise Jode (Merge Kare) Reviewed by VK Singh on November 04, 2022 Rating: 5
Powered by Blogger.