मोबाइल के फाइल्स, फोटो को पासवर्ड से लॉक कैसे करें?

Mobile ke Photo me password kaise lagaye, ya photo ko lock kaise kare. Kya aap mobile ke files, video, photo me password lagana sikhana chahte hai. Iss post me sikhenge ki apne mobile me kisi file /folder or photo ko password se lock kaise kare. Aap jis bhi file ko chahen usko password se protect kar sakte hai. Apne mobile mke kisi private folder ya file jaise video, images etc ko bahut aasani se hide kar sakte hai. Bas iske liye aapko apne mobile me ek application install karne ki jarurat padegi.

Mobile me kisi file ko password se lock karne wali app ka nam hai- ES File Explorer . Jise aap play store se free me download kar sakte hai. Iss app ka use karke images (Photos), videos ko easily password se lock kar sakte hai. Chaliye jante hai ki photo par password kaise lagaye.





मोबाइल के File, Photo में पासवर्ड कैसे लगाए?

How to Hide or Lock Any File On Android Phone?

1). Sabse pahale apne mobile me ES File Explorer App ko install kar lijiye.


2). Aap install karne ke bad apne phone me open kar lijiye.


3). Ab uss file ko select kare jisko aap lock ya hide karna chahte hai.


4). Iske bad niche diye gaye 'More' (3 dot menu icon) par click kijiye. aur fir 'Encript' option par par click kijiye.


photo ko lock kaise kare


5).Iske bad aapko apna password create karne ke liye bolega. Box me password type karke confirm kijiye.


How to password protect file in mobile?


6). Fir OK par click kijiye. iske bad aapka select kiya hua file lock ho jayegi.



7). Jab kabhi aapko locked file ko open karna hai to file par click karke password enter karna hoga. iske bad aapka file open (decrypt)  ho jayega.


Iss tarh se aap apne mobile me kisi bhi file (Images, video, pdf etc) me password lagakar lock kar sakte hai. aur apne private files ko safe rakh sakte hai.


Ab aapne seekh liye ki apne photo me password kaise lagaye. Agar aapka apne mobile me files, photo ko lock karne se related koi sawaal ho to niche comments kar sakte hai.



Also Read:
*Android Mobile में Apps / Games का Backup कैसे बनाये?

*Android Mobile Phone की Speed कैसे बढ़ाये. 8 Tricks.




___________________________________________________________________________



In order to protect any files or folder in an android mobile phone with password, You need a android app called ES File Explorer. Using this app It is quite easy to lock any private files likes video, images (Photos) etc with password. You can see in above screenshots about all steps of how to protect files in mobile phone.



Tags: photo me password kaise lagaye, photo ko lock kaise kare, photo par password kaise lagaye, jio phone me gallery lock kaise lagaye.
मोबाइल के File, Photo में पासवर्ड कैसे लगाए? मोबाइल के File, Photo में पासवर्ड कैसे लगाए? Reviewed by VK Singh on April 09, 2020 Rating: 5
Powered by Blogger.