Mobile Ka Net Computer Pe Kaise Connect Kare?

Kya aap Mobile se computer me net chalana sekhana chahte hai. Bahut se internet users online search karte hai ki mobile se computer me internet kaise chalaye. iss post me janenge ki apne mobile se computer me internet chalane ka aasan tarika kya hai. Mobile ka net computer pe kaise connect kare, iski puri jankari aapko yaha milega. aap android phonre ke internet ko computer, PC or laptop se coonect karke share kar sakte hai. Aap mobile ka internet computer me do tarh se connect kar sakte hai. ek usb cable ka use karke aur dusara wifi hotspot ke jariye. computer me net chalane ke inn dono tarika ki jankari neeche diya ja rha hai.


मोबाइल से कंप्यूटर में इंटरनेट कैसे चलाये?

Method.1-  

USB Cable का use करके

USB cable ka use karke mobile se computer me net kaise chalaye. Aap usb cable se apna pc mobile se connect kar sakte hai.


Steps-

1. Connect computer by USB cable

Sabse pehale USB cable se spne android mobile ko computer / PC se connect karen.


2. ab apne computer me data ko ON karen.


3. Iske baad android mobile ke setting me jayen.


4. More setting par click kare. fir Tethering and portable hotspot par click karna hai.

Mobile ka net computer par Chalana


5. ab USB tethering ke check box me click kare. isase USB tethering Activate ho jayega.

कंप्यूटर में इंटरनेट चलाये


6. fir thode samay tak processing hone ke baad aapke mobile ka internet PC se connect ho jayega.


Agar aap bina usb cable ke pc par net chalana chahte hai to apnme mobile se wi-fi hotspot create kar sakte hai. Jiske bare me niche bataya gya hai.





Method. 2- 

मोबाइल नेट को कंप्यूटर में कैसे चलाये?

बिना USB केबल use किये. (Wi-Fi Hotspot से)

Ye bhi computer me internnet chalane ke liye bahut aasan tarika hai. wifi hotspot se apne mobile ka net computer se connect kar sakte hai.


Steps

1. apne mobile me Net ON karen. 

2. Setting me jaye. More par click kare.


3. Tethering and portable hotspot par click kare.


4. 'Portable Wifi hotspot' ke Samane ON button par click karen.

(i.e.  Iss steps ko follow krna hai ...Setting << More << Tethering and portable hotspot << Portable Wifi hotspot )

मोबाइल नेट को कंप्यूटर में कैसे चलाये?

5.  ab aap mobile ke inernet connection ko wifi ki tarh use kar payenge. 

6. apne computer / laptop me Wi Fi ko ON karen.  iske baad apne PC ko mobile wi-fi network se connect kar sakte hai.


Mobile me wifi hotspot on karne ke bad apne computer me net connect karne ke ka tarika niche bataya gya hai.




Computer Me Net kaise Connect Kare?

Apne computer / PC me wifi ON kijiye. Iske baad apne mobile se create kiye gaye hotspot ka wi-fi network search krna hai. Aur Fir Mobile ke wifi network se apne computer ko connect kar lena hai.


(i) Apne computer me wifi Network ke icon par click kare.

(ii) Wifi network select kare. Or Password Enter kare.

(iii) Iske baad connect ke option par click kijiye. Isase aapka computer internret se connect ho jayega. 


Aur iss tarh se aap apne mobile ka net computer par use kar sakte hai.

Agar aap apne laptop or computer me window 8 /8.1 chalate hai to aap niche diye steps se apne computer ko mobile ke net se connect kar sakte hai.




For Window 8/8.1

1. Apne PC ke search box me wifi type karke search button par click kare. iske baad Connect to network ka option aayega.

computer me net chalana


2. Connect to Network par click karne ke baad Wifi ON kare.

3. Ab apne wi-fi network par click kare.

4. last me connect option par click karna hai. iske baad aapke computer me wifi connect ho jayega.




Ab aapne sikh liya ki mobile se computer me internet kaise chalaye. Apne phone ka net computer pe kaise connect kare. Iss tarah se android phone se computer or laptop me aasani se internet chala sakte hai. (How To Use Mobile Net on PC).


Agar aapko isme kisi tarh ki problem ho to usko niche comment karke puchh sakte hai.




Tags: Mobile phone se computer me net kaise chalaye, computer me net chalana. Computer me net kaise connect kare.

मोबाइल से कंप्यूटर में इंटरनेट कैसे चलाये? मोबाइल से कंप्यूटर में इंटरनेट कैसे चलाये? Reviewed by VK Singh on January 11, 2023 Rating: 5
Powered by Blogger.