गूगल मेरे बारे में क्या जानता है?

Bahut se log google par search karte rahte hai ki google mere bare mein batao (गूगल मेरे बारे में बताओ). Chaliye aaj mai iss sawaal ka jawaab deta hai ki Google aapke bare kya janta hai. Aap internet par bahut se online activities karte hai. Google aapke mobile phone se aapke baare me bahut se details collect karta rahata hai. Aapke baare me google ko sab pata hai. Iss post me janenge ki aap kaise pata kar sakte hai ki google ke paas aapke baare me kya kya jankari hai. Aap apne history ko google se hamesha ke liye kaise delete or remove kar sakte hai. Aap jo bhi online activities karte hai unn sab ka record google collect kar leta hai.
  



गूगल मेरे बारे में बताओ


aap google par kuchh bhi karte hai. kis website ko visit karte hai, kya search karte hai. Aap kis place ko visit karte hai. ye saari jankari google ko pata hai. Aapka Gender, aapke interest se judi bahut si bate google janta hai. 


आपने कब क्या सर्च किया. आप किस किस वेबसाइट को visit किया . सब कुछ google को पता है.






(मेरे बारे में बताओ) Google आपके बारे में क्या जनता है?

कैसे पता करे google आपके बारे में क्या जनता है?


Direct Link- 
 https://myactivity.google.com/myactivity  par jaker aap apne saare search kiye details ko dekh sakte hai.

'Delete activity By' option par click karke sabhi search history ko permanently delete kar sakte hai. 




#आप कब कहाँ गए , इसके बारे में google को सब कुछ पता है .

google ko aapke baare me bahut si jankari pata hai. 
kis din aap kahan gye. aapne kab office gya. kis samay par kab aap kaha the. ye saara detail google aapke phone ke jariye track karta hai.


Direct Link-
https://myactivity.google.com/more-activity  par jaye.
location history me Visit TimeLine  par click kare.


Aap directly iss link history.google.com par jaker apne search history ko dekh sakte hai. or permanently delete kar sakte hai.





# In More Details...What Does Google Know About You ?

1. Apna browser ko open kare aur fir https://myaccount.google.com/ ko apne search bar me type kare.

2. apna google account me login kare.

3. "Personal info & privacy" par click kare.

4. Niche scroll kijiye aur 'Activity Control' option click kare.

5. iske baad  "Manage activity" par click kijiye.


6. yehan aapko unn sabhi chijo ka list mil jayega jisko aapko aaj tak search kiya hai. aapne kisi bhi device par kya kya search kiya hai. sab kuchh ki details yeha mil jayega. 



7. agar aapne cyber cafe me yaa kisi duase PC / mobile par kuchh bhi search kiya hai to bhi unn sab ka deatail list yeha aapko dikhega. lekin iske liye condition sirf itna hai ki uss samay search karte samay aap apne google account me logged in ho.


8. aap apne search history ko delete ke option pe click permanently 
delete kar sakte hai.


9. agar aap chahte hai ki google aapke searches ko records karne band kar de to "Personal info & privacy" par jaye. fir "Activity controls" me jaker "Your searches and browsing activity" ko OFF kar de.




आप कब कहाँ गए, इसके बारे में google को सब कुछ पता है .

sirf itna hi nhi google ko aapke baare me bahut si jankari pata hai. 
kis din aap kahan gye. aapne kab office gya. kis samay par kab aap kaha the. ye saara detail google aapke phone / pc device ke jariye track karta hai.

agar aap ye janana chahte hai ki aapke kin kin location data ke baare me google ko pata hai to niche ke steps ko follow kare.



कैसे जाने - Steps 

1. "Personal info & privacy" tab me jaye.

2.'Location history' me "Manage activity" par click kare.

3. isase ek map open ho jayega ki aapne signed in device ke saath kahan kahan gaye the.
map me red dots unn location ko represene krta hai jehan aapne visist kiya.


4. inn records ko delete karne ke liye, 'timeline' panel ke corner me diye Dustbin icon par click karte.

5. aap google ko ye sab details record karne se prevent kar sakte hai. iske liye "Personal info & privacy" me jaker "location history" ko OFF kar dijiye.



iske alaawa aapke google profile se google ko aapke Gender (Male or Female) me baare me bhi pata hota hai. 


Agar aap bhi google par search kar rahe hai ki google mere bare me batao (मेरे बारे में बताओ) to mujhe ummid hai ki yah jankari aapke liye upyogi hogi.




Conclusion-
Aap google par kuchh bhi activities karte hai. kis website ko visit karte hai, kya search karte hai. Aap kis place ko visit karte hai. ye saari jankari google ko pata hai. aapka Gender, aapke interest se judi bahut se details google janta hai.


Aapko ye jankari kaisi lagi, please hame niche comment karke jarur bataaye.



Tags: मेरे बारे में जानकारी, मेरे बारे में बताओ, google ko sab pata hai.
(मेरे बारे में बताओ) Google आपके बारे में क्या जनता है (मेरे बारे में बताओ) Google आपके बारे में क्या जनता है Reviewed by VK Singh on January 07, 2020 Rating: 5
Powered by Blogger.