Android mobile me screenshot kaise Lete hai?
How to take screenshots in Hindi.
Kya aap janana chahte hai ki kisi android mobile me screenshot kaise lete hai. Iss post me aapko screenshot lene ka tarika ki jankari milega. Aap sikhenge ki Android mobile phone or tablet me screenshot kaise lete hai.
Iss post me diye tricks se aap sabhi smart phone or android device jaise Jio Phone, Samsung Galaxy S6, J6, HTC One M9, Sony Xperia Z5, LG G4 and Nexus 6P, etc mobile me screenshot le sakte hai. Kuchh log janana chahte hai ki whatsapp screenshot kaise lete hai. Jab kabhi bahut se whatsapp user ko apne mobile me whatsapp chat / message ka screenshot lena hota hai to unko samajh me nhi aata ki screenshot kaise le. Aaj main aapko apne mobile me kisi bhi tarh ka screenshot lena bataunga.
Mobile me screenshot lene se judi kuchh sawal ka jawaab milega jaise mobile me screenshot kaise lete hai, micromax me screenshot kaise le, j6 me screenshot kaise le, whatsapp screenshot kaise lete hai.
Android me PC / laptop ki tarh screen print karne ka koi option nhi hota hai. lekin android mobile me screenshot lena bahut aasan hai.
Screen shot lene ke liye apne mobile Power + Volume down button ko press karna hota h. lekin kuchh android device me aapko Power + Home button dabana padh sakta hai.
Mobile me ScreenShot Kaise Lete hai?
Android Device me Screenshot lene ke 2 tarika bataya gya hai. inme se jo method aapke phone me kaam karen usko use kijiye.
Method (1)
Android phone ya tablet me screenshot lene ke liye Volume Down Key + Power ON/ OFF button ko 1-2 sevcond tak ek saath press kare.
iske baad aapka screenshot capture ho jayega.
\
Mobile में Screenshot कैसे लें |
Method (2)
first method me screenshot lene ka jo tarika bataya hu wo kuchh
android phone me kaam nhi krta hai.
agar aapke phone me pehala tarika kaam nhi kar rha hai to Power + Home Button ko ek sath press karke screenshot le sakte hai.
'Power On/Off button + Home Button' ko ek sath 1- 2 second ke liye dabaye. isase mobile me aapka screenshot capture ho jayega.
Method. (3)
Using Android App
Aapko apbe kisi bhi mobile jaise Samsung Galaxy, J6, micromax, me android app ka use karke bhi apne mobile me screenshot le sakte hai. Agar uper bataya method kaam nhi karta hai to Screen Master app ko apne phone me install karke bahut easily screenshot le sakte hai. Screen master app se screenshot lekar aap edit bhi kar sakte hai.
Jio Phone Me Screenshot kaise le?
Jio phone me screenshot lene ke liye Power button + Volume Down button ko ek sath press karke kuchh second tak hold kijiye. Isase aapke jio phone me screenshot capture ho jayega.इसे भी पढ़े
1. Mobile Internet Speed कैसे बढ़ाये.
2. FB ka Password kaise pata kare.
3. Mobile से Delete हुए Photo को वापस कैसे लाएं.
Aapne dekha ki android mobile / tablet me screenshot lena kitna aasan hota hai. Iss tarh se app android phone or tablet koi bhi screenshot capure karke apne phone galary me save kar sakte hai. Apne mobile par Whatsapp me screen sahot lene ke liye bhi ye aasan tarika hai. Aur aap chahe to baad me jpg to pdf conveter ka use karke screenshot ko pdf me me convert kar sakte hai.
ab aapne sikh liya ki mobile me screenshot kaise lete hai. agar aapko ye post pasand aaya to social media share jarur kare.
Tags: how to take screenshot in hindi, micromax, Jio me screenshot kaise le, samsung, j6 phone me screenshot kaise lete hai.
Mobile में Screenshot कैसे लें (All Mobiles)
Reviewed by VK Singh
on
February 25, 2020
Rating: