फोटोशॉप में फोटो का बैकग्राउंड कैसे बदलें?

Iss post me aap janenge ki Abode Photoshop me photo ka background change kaise kare. Agar aap photo, image ka Photoshop me background change karna chahte hai to aapko kuchh simple steps follow karna padega. Abode photoshop se photo ko edit karke bahut sunder bana sakte hai. hum sabhi jante hai ki photo edit karne ke liye photoshop ek best software hai. Chaliye ab jante hai ki photoshop me photo background change kaise kare. Let us learn how to change background in Photoshop.


Photoshop में Background Change करना


फोटोशॉप में फोटो का बैकग्राउंड कैसे बदलें?

Steps to Change Background in Photoshop

1. Open Adobe Photoshop:

Sabse pahle apne computer me Adobe Photoshop ko open kare.



2. Click on File
Iske bad File menu par click kijiye.

3. Click on New…
File par click karne ke baad 'New' ke option par click kijiye.



4. Click on "Background Contents" drop-down menu
Ab aapko drop-down menu me Background Contents ka option dikhega. Uss par click kijiye.


5. Choose background color:
Ab bs aapko apna background color ko choose karna hai. Photo me aap jis back ground color ko set karna chahte hai, usko select kar lijiye.


6. Name your file
Jab aap apne photo ka nya background color set kar le to uss file ko koi name dena hai.


7. Click on OK
Sare steps ko follow karne ke baad finally aap OK par click kijiye. 


Iss tarh se aap photoshop me background change kar sakte hai. Aap apne man pasand ko koi bhi color photo me set kar sakte hai.




_________________________


Photoshop me background change karna Hindi



अपने कंप्यूटर में फोटोशॉप सॉफ्टवेयर खोलें। इसके बाद “Ctrl+O” से फोटो सेलेक्ट करके ओपन कर  लीजिये।

जिस फोटो का बैकग्राउंड बदलना चाहते है और जिस फोटो का बैकग्राउंड लेना है, उन दोनों Photos को ओपन कर लें. फोटोशोप में फोटो की बैकग्राउंड चेंज करने के तरीका को विस्तार से जानने के लिए नीचे दिए वीडियो लिंक को ओपन करके वीडियो देख सकते है.

photoshop me background change karna seekhane ke liye neeche diye link par click kare. aur pura photoshop background change karne ka video dekhe.



            Video Link >>>Click Here to Watch Video<<


Abode Photoshop me background change karna bahut aasan hai. Aap ek bar sekh liye to uska use hamesha kar payenge. Photoshop ki basic knowledge hai to bhi aap kisi photo or image ki background change kar sakte hai. mujhe ummid hai ki Photoshop me background change karna Hindi ki ye jankari aapko pasand aayi hogi. 


Tags: How to change background in Photoshop.
Photoshop में Background Change करना (Hindi) Photoshop में Background Change करना (Hindi) Reviewed by VK Singh on March 03, 2020 Rating: 5
Powered by Blogger.