मोबाइल में TV Channel कैसे चलाएं (Live TV) Hindi

Kya aap janana chahte hai ki mobile par TV kaise chalaye. Aaj mai aapko ek aise mobile app ke bare me bataunga jisase aap apne mobile phone par online live TV channel dekh sakte hai. Jio TV ek aisa android app hai jisase aap apne mobile par bahut se live tv channel, live cricket match dekh sakte hai. iske alawa hotstar, voot jaise android apps par Blockbuster bollywood movies, popular indian tv shows, cartoon show live dekh sakte hai. bas aapko yeh app apne mobile me playstore se install krna hai, aur aap free me live tv dekh sakenge. Chaliye jante hai ki mobile me live tv kaise dekhe.

In this post you will learn about how to watch live tv channel, cricket on android phone. There are some mobile apps that help you to watch live tv shows, live sports, movies, news, music etc.




अपने मोबाइल पर लाइव टी.वी. कैसे देखे ?

# Mobile App to watch live TV - Jio TV

Apne mobile me Live TV dekhane ke liye sabse badhiya mobile app Jio TV hai. Isko chalane ke liye aapko Jio internet ka use karna hoga.

Jio TV par aapko bahut se tv channel kai language me mil jayenge. jaise kai aap live TV shows, Movies, Sports- Live Cricket, Live Football, Tennis, News etc dekh sakte hai.




Other Best Apps to watch TV Serials, Movies, News

1. Hotstar-  Hotstar par aap apna favourite tv show movies, sports (Live cricket match) & live news dekh sakte hai. 

2. Voot TV- Iss app se aap TV shows, Drama, music, Regional TV shows, bollywood movies etc dekh sakte hai.



How to watch TV Serials, Movies, Cartoons etc in Voot TV app?

1.sabse pehale Google playstore me jaker 'Voot TV Shows' search kare. [aap uper diye image me iss app ka icon dekh sakte hai.]

yaa,  aap niche diye link par click karke bhi iss app ko apne mobile me download kar sakte hai.




2. Voot app install karne ke baad open kar lijiye. 

ab jo page open hoga usme right side me uper bane icon 
(3 horizontal lines) par click kare.   [ niche ke iss image me dikhaye]


mobile me tv kaise chalaye


Iske baad aap paas bahut se option (jaise show, movies, Voot Kids etc) aa jayenge.


3. show par click karke aap apne saare favourite show dekh sakte hai.


mobile se tv kaise connect kare



4. show ke alaawa bhi bahut se option milenge jaise-

 Movies- aapko har tarh ke nayi ya purani movies dekh sakte hai.

Voot Kids par aap sabhi popular cartoon show milenge.





Jio app se live tv channel, live cricket watch kar sakte hai. Voot, Hotstar,  bhi mobile par online tv dekhane ke liye kafi achha app hai. iske playstore se bahut logo ne download/ install kiye hai. aur inki rating bhi bahut achha hai. 
Ab aapne jan liya ki online apne android mobile phone me Live TV kaise dekhe. mobile me tv kaise chalaye. Apne mobile phone par serials, movies, cricket, cartoon, news live dekh sakte hai. Agar aapko ye post pasand aayi to please share jaroor kare. 


इसे भी पढ़े :
*इस App की मदद से Art Drawing / Painting करना सीखे.


You learned about how to watch Live TV Channels on android phone for free. You can watch your favourite indian tv serials with mobile apps like  Jio TV, Hotstar and Voot.


Tags-  voot tv channel, mobile se tv connect kare, watch live tv on mobile, voot app kaise chalaye, 



______________________________________________________



BIGO LIVE - Live Broadcasting & Online Video Chat [Hindi]

Bingo Live ek video streaming & Live broadcasting app hai. iss app ki help se aap bahut apne mobile phone par Live broadcasting kar sakte hai. Apni live talent dikhane ke liye yeh ek achha online platform hai. Apni Singing, Dancing, Cooking, make-up and fashion etc Live stream, Live video kar sakte hai. iske alawa aap logo ke saath online live video chat bhi kar sakte hai. aap apne favourit broadcaster se chat aur unko follow kar sakte hai.

Google Play Store par Rating- 4.5/5
Total Download- Lagbhag 100 million.

Bingo live app ke download or rating se aap iski popularity ka andaaj laga sakte hai.


Live Stream, Live Video & Live Chat

1. Sabse pehale google play store se BIGO LIVE app ko download kar sakte hai.



2. app ko open karne ke baad sign up (join) karna hai. aap facebook, tweeter, ya apne google +  account se signup kar sakte hai.

3. signup karne ke baad application open ho jayega. jo jo log live live honge wo aapke saamne dikhayi denge.

4. Iss app par bahut se users Live broadcasting karte hai. Aap unko follow aur unse live chattig kar sakte hai.

5. Live video, live streaming or video chat ke alawa apne mobile phone par bingo app se live English learning course bhi free me kar sakte hai.



Ab aapne jaan liya ki bingo app se apne favourit broadcaster ko follow aur video chat kar karte hai. Bingo Live Broadcasting app par online talent show karne, live video, live chatting ke sath-sath online english learning course bhi free me join kar sakte hai.
मोबाइल में TV Channel कैसे चलाएं (Live TV, Cricket) मोबाइल में TV Channel कैसे चलाएं (Live TV, Cricket) Reviewed by VK Singh on June 20, 2020 Rating: 5
Powered by Blogger.