bsnl ka offer kaise check karen.

Iss post me janenge ki bsnl ka offer kaise check karen. Agar aapko bsnl offer check number or code ki jankari hai to isase aapko apna mobile recharge karte samay popular recharge offers ka labh utha payenge. Samaya- samay par telecom companies apne grahko ko lubhane ke liye kai tarh ke offers launch karti rahti hai. jisame aapko extra mobile data, talktime, validity prapt hoti hai. Agar aap bsnl number use karte hai to jab aapke mobile me bsnl recharge khatm ho jata hai to aap apne number par offer janana chahate hai. Best offer choose karne se aap kam price me jyada talk time, data, validity paa sakte hai. Isliye apne bsnl number par offer check karna aapke liye ek fayde ka sauda ho sakta hai. BSNL recharge special offer plans se aap alag- alag price range ke offers choose kar sakte hai. aap apne price ke hisab se apna bsnl recharge choose kar sakte hai. Chaliye jante hai ki bsnl sim ka recharge offer kaise check kaise kare.


बीएसएनएल का ऑफर कैसे चेक करे




बीएसएनएल का ऑफर कैसे चेक करे?

bsnl number me offer check kaise kare, iske liye kai tarike hai jaise dial number, mobile apps, customer care. Aap inme se koi tarika ka prayog karke bsnl offer pta kar sakte hai.
   


1. Dial 1503
bsnl offer check karne ke liye iss number dial kare: 1503.
Isase aapke number par uplabdh offer ki saari jankari mil jayegi.

बीएसएनएल ऑफर चेक नंबर: 1503



2. 'My bsnl App' se offer check kare.
BSNL mobile app (My bsnl app) se bhi recharge offers check kiya ja sakta hai. Aap bsnl app ka use karke bhi apne number par uplabdh offer ke baare me jaan sakte hai. yeh bsnl ka official android app hai, jiska download link niche diya gya hai.




3. BSNL Customer care
bsnl mobile offer janane ke bsnl customer care se bhi contact kar sakte hai.


4. 'Mobile Recharge Apps' se bsnl offer check kare.
bsnl offer check karne ke liye internet par kai dusare app or website bhi hai jaise- paytm, phone pe, mobikwik, amazon mobile recharge etc.

Jaise ki agar aap 'phone pe' user hai to app ko open karen. fir mobile rechaarge ke option me jakar view offer par click karen. Isase aap bahut aasani se apne bsnl number par offer check kar sakte hai. 

Apna mobile recharge karne ke liye bahut se online websites or apps hai, Jinse aap apne bsnl ke recharge offer ki puri jankri hasil kar sakte hai. 



5. BSNL Broad Band plans-
bsnl broad band plans or offer janane ke liye bsnl official website ke iss link par click karen. 




6. BSNL Mobile offers on your number

Plan Rs.187
Validity:28 Days.
3 GB / Day= 2G/3G Data (excluding Mumbai and Delhi)


Plan Rs.548
5GB per day= 2G/3G Data
Validity:90 Days



Ab aapne jaan liya ki bsnl ka offer kaise check karen. Iske sath aapne kuchh bsnl recharge offers ke baare me bhi jankari prapt kiya. kisi bhi online mobile recharge app se bsnl recharge offer bagut aasani se check kiya ja sakta hai. Agar aap apne number par special offers check karna chahte hai, to ussd code ka prayog kar sakte hai.




BSNL ka Offer Kaise Check Kare

Aaj iss post me janenge ki apne mobile me bsnl ka offer check kaise karen. Agar aap bsnl number use karte hai to aapko janana chahiye ki BSNL offer check number kya hai. Bharat Sanchar Nigam Limited ek bahut purani govt company hai jiski suruat 2002 me hui thi. Aaj ke samay me bahut se telicom companies hai jo apne customers ke liye kai tarh ke recharge offer lati rahati hai. Jab hum apna mobile online recharge karte hai to hume kabhi kabhi kuch cashback bhi prapt ho jata hai. Aap bsnl yaa chahe kisi bhi dusare telicom company ke grahak ho aap apna mobile recharge offer online check kar sakte hai. Aur apna bsnl mobile ko online recharge karke offer ka fayda bhi utha sakte hai.


इसे भी पढ़े-





Ab aapne jaan liya bsnl mobile number par offer check kaise kare. Iske baad aapko jab bhi apna mobile recharge karna ho to aap aasani se apne bsnl mobile number me recharge offer check kar sakte hai. bsnl ka offer check karne ke tin tarika ke bare me aapko jankari diya gya hai. iske alawaa bhi kuchh dusare tarika bhi ho sakate hai jiske dwara bsnl offer check kiya ja sake jaise customer care se baat karke bsnl offer ke bare me puchhana yaa fir offline kisi recharge shop par jakar offers ki jankari prapt karna.



Tags: बीएसएनएल का ऑफर कैसे चेक करे. बीएसएनएल ऑफर चेक नंबर, कोड, bsnl me offer kaise check kare.
बीएसएनएल का ऑफर कैसे चेक करे (bsnl offer) बीएसएनएल का ऑफर कैसे चेक करे (bsnl offer) Reviewed by VK Singh on June 24, 2020 Rating: 5
Powered by Blogger.