Whatsapp me Colour Typing Kaise Kare.
Kya aap janana chahte hai ki whatsapp me colour text kaise likhe. iss post me janenge ki whatsapp par colouful & stylish message type kaise karen. Aap kuchh aise tricks ke baare me janenge jisake madad se bahut aasani se whstsapp me stylish aur colourful message type kar sakte hai. waise whatsapp me aisa koi direct feature nhi hai jisase stylish colored text likha ja sake. lekin iss post me bataya gya tips/tricks aur ek behtarin mobile app ki help se stylish colourful text likhana aasan ho jayega. Typing in green colour whatsapp, whatsapp color code text.Whatsapp में Colour Text कैसे लिखे |
Whatsapp में Colour Text कैसे लिखे?
Whatsapp me colour text kaise likhe. Whatsapp me stylish colour in green colour kaise kare. Kuchh android app aise hai jinka prayog color text generator for whatsapp ke liye kar sakte hai.
Colour Text or message type karne ke liye aap apne mobile me ek app install kar sakte hai. colorful font likhane ke liye sabse achha app ka naam : Fancy Text Generator
Download 'Blue Text Keyboard' App
Iss App ke help se aap colour text message type kar sakte hai. aap whatsapp, facebook, aur kisi bhi social media sites par colour text messages aasani send kar sakte hai. Yeh aap bahut hi kaam ka aur majedar hai.
2. 'Stylish Text Free - Fancy Text' App
Iss app se whatsapp par apne friends ke saath fancy, colour text me chat karke unko impress kar sakte hai.
3. 'Fancy Text Generator' App
Whatsapp me Stylish or colour text type karne ke liye 'Fancy Text Generator' app bhi bahut achha hai.
Whatsapp me Stylish Typing Kaise Kare?
Stylish typing kaise kare. Whatsapp me stylish font, bold, italic text typing ke liye aasan tarika ki puri jankari niche diya gya hai.
Bold & Italic Font-
Typing *bold* would give you bold and typing _italic_ would give you italic.
'Stylish Font' लिखना -
1. Bold Fonts –
aap kisi word (शब्द ) ke shuru aur last me * add karke usko bold bana sakte hai.
apne Fonts ko bold bana sakte hai.
e.g. *my name* = my name
*Webkaise* = Webkaise
(You can make any fonts Bold by adding * before and after the word orsentence. *bold text* will be shown as bold text)
2. Italic Fonts -
Kisi sentence yaa words ke pehale aur baad me underscore ( _ ) add karke usko italic bana sakte hai.
e.g. _Italic Fonts_ = Italic Fonts
_My Name_ = My Name
_WebKaise_ = WebKaise
3. Strike through -
Text ko middle se cut karne ke liye pehale aur bad me ~ add kare.
~strikethrough~ =
(You can strike the text by adding ~ before and after the word.)
Whatsapp में Font Size Change करना.
1. Font size change karne ke liye apna whatsapp open kare.
2. Iske baad press Menu Button.
3. Setting me jaye. (Settings > Chat settings > Font size.)
4. Finally Small, Medium, or Large font select kar sakte hai.
Typing... in green colour
Whatsapp me typing in green colour karne ke liye kisi third party android app ka prayog kar sakte hai. Kuchh aise app hote hai jiski madad se colourful text me typing kiya ja sakta hai. Typing word in green colour whatsapp ke liye aapko play store ya internet se aise kisi app ko install karna hoga.
इसे भी पढ़े
इसे भी पढ़े
अब आपने जान लिया कि Whatsapp में Colorful Text और stylish font वाला Text message कैसे लिखे. इन आसान तरीका से आप व्हाट्सअप पर कलर में स्टाइलिश टेक्स्ट मैसेज सेंड कर सकते हैं.
Tags: Typing in green colour whatsapp, whatsapp me colour text kaise likhe, colour typing kaise kare, whatsapp blue text app, typing in green colour text.
Whatsapp में Color Text कैसे लिखे (Stylish Typing)
Reviewed by VK Singh
on
October 22, 2022
Rating: