Mobile se Virus Kaise Nikale [Hindi]

Kya aap janana chahte hai ki mobile se virus kaise hataye. Agar aapke phone me virus hai, to pareshan hone ki jarurat nhi hai. Aap apne phone se virus ko kuchh aasan tarika apnakar remove kar sakte hai. Jab kabhi humare android phone me virus aa jaye to usko remove krna bahut jaroori ho jata hai. Aaj aap janenge ki aap apne android mobile se virus kaise nikale. aur apne phone me virus enter karne se bhi rok sakte hai. Jab mobile me virus aa jata hai to phone hang/slow hone lgata hai, aur phone properly work nhi krta hai.

Android phone ko virus se protect karne ka ek tarika yeh hai ki aap apne phone me sirf google play store se hi app install kare. Kisi dusare website se koi bhi random app install karne se bache. kyoki kisi internet se koi bhi random app install karne se phone me virus enter hone ka risk rhta hai. Android phone se virus kaise hataye or nikale. iske liye kuchh best tarika neeche diya gya hai.


मोबाइल से वायरस कैसे निकाले?

1. एंटीवायरस का प्रयोग करें. Install an Antivirus App-
Mobile se virus kaise hataye. Apne android phone se virus nikalane ka sabse achha upay hai ki aap apne phone me koi achha antivirus app use kare. Antivirus apps aapke android phone ko virus se bachata hai.


एंटीवायरस एप्लीकेशन- Best Antivirus Apps to remove Virus from Phone-

(i) Avast antivirus Security

(ii) Security Master App

(iii) AVG antivirus security

(iv) ESET Mobile Security & Antivirus


2. एंड्राइड सॉफ्टवेयर को हमेशा अपडेट रखें. Keep Android up to date-
Apne android software ko hamesha update rakhe. Android operating system ka latest version use kare. apne android software ko update Virus Cleaner kaise kiya jata hai, isko janane ke liye neeche diya gya post pade.


3. Don't install apps from outside Google Play Store-
Hamesha play store se apps ko install karne ki kosish kare. agar aap play store ke bahr se koi app install karna pade to hamesha sirf aise website se app ko install kijiye jis par aap trust kar saken.


4. Uninstall Unknown apps- 
Jis app ke bare bare me aapko kuchh bhi yad nhi ki aapne kab install kiya tha. i.e. Jo apps aapko unknown lage use uninstall kare.
kabhi kabhi kisi malicious link par click karne se kuchh apps automatic hamare phone me install ho jate hai, aur hame unke bare me pata bhi nhi hota.



5. Remove Junk Files-
Junk files aapke phone ko slow kar deta hai. aur junk files ke wajah se bhi aapke phone me virus ho sakta hai. Isliye phone unk files ko remove kare.

Best App to remove /clean Junk Files-
(i) Ccleaner app
(ii) Clean master
(iii) Cache Cleaner-DU Speed Booster 



6. Factory Data Reset-
Virus hatane ke jab koi bhi tricks kwork na kare to aap factory data reset try kar sakte hai. fatory data reset karke aap apne phone se android virus remove kar sakte hai. Phone reset karne se ppahale apne important data ka backup jarur bna lijiye.



Ab aapne jaan liya ki Mobile se virus kaise hataye ya Phone me virus aane se rokane ke kaun se upay hai. Iss tarh se aap apne android phone se bahut aasani se virus remove kar sakte hai. 


Tags: Android mobile ka virus kaise nikale, phone se virus kaise hataye in Hindi.
Mobile se Virus Kaise Nikale? Mobile se Virus Kaise Nikale? Reviewed by VK Singh on January 23, 2023 Rating: 5
Powered by Blogger.