English Sikhne ka Tarika: Using Mobile Apps

English sikhne ka tarika app download: Apne smart phone ka prayog karke khud se english sikhne ka sabse aasan tarika konsa hai. Agar aapke paas android mobile hai to niche bataye english app ko install karke apna english sikhana aasan kar sakte hai. Aaj ke samay me english bahut hi jaruri language ho chuki h. bahut se exams me bhi engish ek necessary subject ho gya hai. English ki itni jyada demand aur jarurat ke wajah se isko sikhana hamare liye bahut jaruri hai. hum sabhi android phone ka use karte hai. kuchh aise android app hai jinse english aasani se sikha ja sakta hai. isliye aaj aap english sikhane ke liye 10 best free android apps ka list janenge jisase aap english sikh sakte hai. Chaliye ab hum mobile app ka prayog karke english sikhane ka tarika ke baare me janane ki kosish karenge. best english learning app, english sikhne wala apps.

English Sikhane ka Tarika

Agar aapko mobile app ki madad se english sikhana hai to niche diye apps me jo aapko achha lage usko try kar sakte hai. kyoki yeh bhi English sikhane ka achha tarika ho sakta hai.

1. Learn To Speak English-
Yeh bahut hi popular android app hai jisko google play store se free me download kar sakte hai. isame 900 lesson aur 8000 audio files hai jisase aap apne english ko improve kar sakte hai. isame bahut se daily life me use hone waale english communication video hai.  
yeh sach me bahut hi kamaal ka app hai jo aapko english sikhane me bahut help kar sakta hai.



2. English Conversation Practice-
Learn English by conversation ek bahut hi achha android app hai, jo english learning process ko bahut hi aasan bana sakti hai. isase aap english speaking, grammer, vocabulary ko improve kar sakte hai. isme 200 English conversation lessons hai. jisase aap apna english listening skills bhi improve kar sakte hai.



3. Speak English Fluently-
Speak english fluently ek bahut hi popular android app hai jisko google play store se muft me download kar sakte hai. isase daily life me use hone waale important idioms, phrases ko sikh sakte hi. ise online aur offline dono tarike se use kar sakte hai.



4. Speak English-
Speak english ek best android english learning app hai. jisko aap google playstore se free me download kar sakte hai. isase aap english pronunciation, tense, job interview iske alaawa aur kai chij learn kar sakte hai.


5. English Tenses-
English Tenses ek best free android app hai jisame english tense ke gramatical rules, examples ke sath achhe se explain kiya hua hai. iski popularity ka andaj iss baat se lagaya ja sakta hai ki isko lagbhag 5 million log download kar chuke hai.


6. English Listening And Speaking-
English listening and speaking kafi achha android hai jisase apni English ko improve kar sakte hai. isame kai chapters hai jisko 6 section me divide kiya gya hai- basic se advance level.


7. Learn English Conversion-
Isame conversation ke liye bhaut se english dialog hai. yeh offline mode me bhi kaam krta hai. iske english vocablary game ke help se aap apni english vocablary ko test kar sakte hai.


8. 13000 video english learning-
Iss android app me 13000 english learning video hai.isame english sikhane ke liye bahut useful songs, news, business meeting videos shamil hai.


9. Speak English in 30 Day-
'Speak English in 30 days' ek popular english learning app hai jisame pure englishj course ko 30 din me divide kiya gya hai. yeh offline app hai jisko use krne ke liye koi internet connection ki jarurat nhi hai.


10. English Speaking Course-
yeh app bhi bahut popular hai jo proper reading, writting, listening sikhata hai. isame examples ke sath bahut se vocablary & phrases hai. har words ke liye correct pronunciation bhi diya hua hai. isake alawa isase aap tense rule bhi sikh sakte hai.


Aapne jaana ki mobile app se english kaise sekhe. English kaise bole. Ye rha kuchh mobile par english sikhane ke liye best mobile apps ka list. Mai aapko kuchh apps ke bare me bataya jisase English seekh sakte hai. Mujhe ummid hai ki app ka pryaog karke english sikhne ka tarika aapke liye useful hoga. agar aapka koi question ho to niche comment karke puchh sakte hai.



Tags: english kaise sikhe app, english kaise bole, mujhe english sikhna hai, english sikhne ka aasan tarika.


__________________________________________

English सिखने का Apps [Hindi]
Best English leaning App. Kya aapko English seekhana hai ya janana chahte hai ki English kaise seekhe. Kuchh log enlgish sikhne wala apps ke bare internet par search karte hai. yeh post isi bat ko dhyaan me rakhakr likha gya. Play store par kuchh aise mobile apps hai jinse aap bahut aasani se free me english seekh sakte hai. Iss post me English sikhane wala kuchh best mobile apps ki jankari milega. Agar aap english sikhana chahate hai to aapko study material aur english classes ke liye bahut jyada paise spend karne ki jarurat nhi hai. Aap ghar baithe apne mobile ka user karke bahut aasani se english seekh sakte hai. Google play store par kai aise Android apps hai jo aapke english seekhane ki journey ko bahut aasan bana sakte hai. Aaj main aapse kuch best english learning apps ke baare me bataunga. jin english learning Apps ke baare me aapse baat karne waala hu wo aapke liye bahut useful honge. To chaliye Englsih sikhne wala apps ke bare me vistar se jante hai ki best Englsih learning App kaun se hai. इंग्लिश सीखना है, इंग्लिश कैसे सीखे.


इंग्लिश कैसे सीखे (Best English Learning App)
Iss english seekhaane waali android App ko "Cultural Alley Education" ke dwara develop kiya gya hai. yah app Spoken English aur Grammer seekhane ke liye kafi achhi Apps hai. isme aapko 475 Interactive, Audio Visual Lessions milate hai jo ki offline kaam karte hai. Practice using daily news, 10,000 words Dictionary aur Conversation practice game jaise feature iss App ko aur jyada useful bana dete hai.


2. English Conversation Practice
agar aap apna English Speaking Skill ko ko improve krna chahate hai to ye App aapka bahut help kar sakta hai. Ye App basically unke liye banaya gya hai jinka English me bahut basic knowledge hai. aur English ko improve krna chahte hai. Iss App me aapko 200 English Conversational Lession milte hai. jisme Listening exercises, Quizzes, Conversation practice jaise feature shaamil hai.



3. Vocab Magic English Vocabulary Builder App- 
Vocab magic App me Englsih words memorise karne ke liye bahut Cartoons aur Tricks hai jinke help se 1200 se jyada English words aasani se yaad kar payenge.


Yah ek bahut hi Innovative English vocabulary app hai jiske help se aap kam samay me jyada vocabulary build kar payenge, Iss App me English words ko yaad karne ke bahut se tricks diye huye hai. aap unka use karke English Words ko bahut aasani se memorise kar sakte hai.



Mujhe ummid hai ki inn English Learning Apps se aapko english sikhane me kafi help hoga. Agar English Seekhane (Best English Learning Apps) yaa iss post ke baare me koi sawaal ho to aap niche comment kar sakte hai.


Tags: Best English Apps, इंग्लिश कैसे सीखे, English बोलना सीखें, इंग्लिश सीखने का तरीका.
English Kaise Sikhe? English Kaise Sikhe? Reviewed by VK Singh on June 19, 2023 Rating: 5
Powered by Blogger.